हेल्थ टिप्स हिन्दी

Garmi me skin care aur khan paan

Garmi ka mausam aata nahi ki pareshaniya shuru ho jati hai. Na sirf health balki skin bhi kharab hone me sabse jada chances hote hai iss mausam me. Bahut jaruri hai ki hum iss baat ka dhyan rakhe ki hume lu na lage ya koi bhi bimari na hone paye.  Aaea hum batate hai aapko garmi me kin baaton ka dhyan rakhna jaruri hai : Garmi me skin care aur khan paan : Garmi me tej dhoop aur garm hawa se aksar tabiyat kharab hone ka darr hota hai. Asie me aap jab bhi ghar se bahar nikle to ek glass...

घरेलू नुस्खे - घरेलू उपचार

Pet ki charbi ghatane ke upay

Inn dino dieting shabd bahut famous hai, ladkiyan specially khud ko well-maintain banae rakhne ke liye dieting karti hain. Sharir se charbi hatana to har koi chahta hai lekin kaise hataya jaye yeh ek bada sawaal hai.  Aaea hum batate hain kaun si wo khaas cheeze hain jinke istemal se metabolism increase hota hai aur charbi aapki ghatti hai: • Dalchini : Yeh ek masala hai jo aapke blood sugar ko control me rakhta ha. Iska istemal aapko active aur energetic banata hai. Yeh chini ki...

प्रेगनेंसी टिप्स

Pregnancy ke dauran adhik lar ane ke gharelu upchar

Jab koi aurat pregnant hoti hai to usake sharir me kai sare badalav ho jate hain. unaka vajan badhata rahata hai, bhukh jyada lagati hai aur unake munh se lar bhi jyada nikalta hai. vajan ka badhana aur bhukh lagna to aam bat hai lekin munh se jyada lar ana is bat ki or ishara karata hai ki vah mahila bimar hai. apako bata den ki is rog se pidit garbhvati stri ko munh se bahut jyada lar nikalti hai jisake karan vah behad bechain rahati hai. Motape se mukti ke upay Pregnant mahila ke munh se...

घरेलू नुस्खे - घरेलू उपचार

Motapa kam karne ke gharelu nuskhe

Kya aap bhi apne motape se pareshan hain? kya aapka motape ke karan log majaak udate hain? agar jawab haan me hai to subah subah breakfast me kela (Banana) aur garm paani ko shamil karna shuru kar de. Kela ke saath ek cup garm pani aapko na sirf motapa kam karne me madad karegi balki aapka body figure bhi sahi kar dega. Starch aur healthy carbohydrate se bharpur yeh breakfast aapko pure din active banaye rehta hai aur energetic bhi. Kela ko garm pani ke saath khane se aapka fat jaldi ghatega...

घरेलू नुस्खे - घरेलू उपचार

Haldi ke pani ke fayde

Aapke kitchen me rakhi haldi ki dibbiya aapke liye bahut labhkari hain yeh baat to aap jarur jante honge lekin kya aap yeh baat jante hain ki haldi ka pani bhi aapke sehat aur khoobsurti ke liye bahut faydemand hain.  Aaea batate hain kaise haldi ka pani aapke liye hai upyogi : Aapke brain ke vikas me madad karta hai haldi ka pani. Dimag ki kamjori ko mitane aur brain related problems ko durr rakhta hai haldi ka pani. Roz aap halke gungune pani me haldi ko milayea auy pi jaea. Kuch hi...

सब्जियों के फायदे

Lauki khane ke fayde

Kya aapko lauki nahi hai pasand to janab shuru kar dijiyea isko khana… kyonki lauki hai aapke liye bahut laabhkari. Janna chahenge kaise, aaea hum aapko batate hain :  1. Aapko Tajgi Dega : Lauki ek halki sabji maani jati hai jisko khane ke baad aapka stomach jada bhari nahi hota. Isko khane se aap hamesha taja feel karenge. Agar aap chahte hain ki har din aap tarotaja bane rahe to shuru kar dijiyea lauki ke rass me namak aur masala dalkar peena.  2. Aapka Vajan Kam Karega...

डाइट प्लान

Khali pet na khaye yeh 10 cheezen

Aap apne ache sehat ke liye kitna kuch karte hain… hai na! lekin kya aap bhi ye galtiyan to nahi kar rahe jisse aapki sehat ho sakti hai kharab. Ji haan kuch cheezo ka khali pate khana aapke liye bahut khatarnaak sabit ho sakta hai. Ho jaea savdhan aur jaan le kaun si hai wo 10 cheeze: 1. Soda : Kya aap jante hain ki soda me carbonate acid hota hai. Agar aap ise galti se bhi khali pate pi lenge to aapki tabiyat bahut kharab ho sakti hai. Aapko vomiting ho sakti hai aur stomach me pain...

सब्जियों के फायदे

Bhindi khane ke 10 fayde

Aksar log bhindi jise hum angreji me lady finger bolte hain isliye nahi khana pasand nahi karte kyonki yeh daaton me jakar chipak jati hai. Yeh hari sabji bhindi apne aap me bahut faydemand hai aapke body ke liye.  Aaea batate hain kaise hai bhindi aapke liye laabhkari:  1. Cancer Ko Rakhta Durr : Agar aap apne khane ke plate me bhindi ko shamil  karenge to cancer jaisi badi bimari aapse koso durr rahegi. Ji haan, bhindi hamare stomach ke  intestines se zehareli cheezo ko...

दांतों की देखभाल

Daat safed karne ke gharelu upay

Kya ho jab aap smile kare to saamne wala aapko dekh kar majaak uda de… Ji haan ek khoobsurat smile ke liye na sirf smile karna ya aapke lips ka sundar hona hi important hai balki aapke daant bhi smil me ek khaas bhumika nibhate hai, isliye daaton ko peela hone se bachaye warna aap jab jab smile karenge duniya aapko dekh kar hasegi aur majaak udaegi. Aap jis tarah apne chehre (Face) ko sundar banane aur baalo (Hair) ko reshmi banana me jute rehte hain theek usi tarah daaton (Teeth) ka bhi...

सब्जियों के फायदे

Kulthi ki daal ke fayde

Protein, iron aur carbohydrates se bharpoor Kulthi ek tarah ki beans hai jisme paushtik tatvon ki bharmar hai. Isake istemal se chari ghatti hai aur vajan kam hota hai. Ismen maujood fiber apake blood pressure aur sugar ko control karne me sahayak hai. Yah na keval masik dharm ki samasyaon se nijat dilata hai balki samany bukhar aur sardi me bhi aram deta hai.  Kulthi teen pattiyon vala paudha hai jisaka upayog ayurvedic davayon me kiya jata hai. ise ham hindi me kulthi jabaki english me...