पुरुष स्वास्थ्य

लड़कों के लिए गोरा होने के टिप्स

Ladko ke liye gora hone ki tips – लड़कियां ही नहीं लड़के भी चाहते हैं कि उनका रंग गोरा हो ताकि कोई भी लड़की उनका दिल यह कहकर ना तोड़े कि तुम काले हो… जिस तरह लड़कियों के लिए मार्केट मे एक से बढ़कर एक कॉस्मेटिक...

पुरुष स्वास्थ्य

Ladko ke liye beauty tips

Kisne kaha ki sirf mahilao ko hi fashion karne ka adhikar hai? Fashion ke maamle me ab ladke bhi ladkiyon ko peeche chod rahe hain. Mahilao ki tarah purusho ko bhi ab attractive dikhna accha lagata hai. Well dressed ladke na sirf apni personality me chaar chaand lagate hain balki unki yeh eye-catching look ladkiyo ko bhi akarshit karti hai. Ladkiyo ka yun baar baar palat kar dekhna har ladke ki khwaish hoti hai.  Ache aur dhang se kapde pahanne se purusho ka ek positive character dusro ke...

हेल्थ टिप्स हिन्दी

Garam pani pine ke labh

Logo ko ab garam nahi thanda jada raas aata hai, chahe wo pani ho ya phir khana. Ab logo me patience ki kami ho gayi hai. Itne busy schedule hone ke karan log ache se baithkar garam khana khane ke liye bhi waqt nahi nikal pate hain. Ab baat garam pani ki kare to ise log haath bhi nahi lagana chahte aur thanda pani pee kar apni aatma ko shaanti dete hain.  Aapko bata de ki fridge mein rakha hua paani peena jo log pasand karte hai, unke health ke liye yeh sahi nahi hai. Thande ki jagah agar...

ब्यूटी टिप्स

Moch ke baal kaise hataye – ladkiyon ke liyae

Bahut bura lagata hain na jab koi apako moonch vali ladaki kahkar pukarta hai…aksar aapane mahsus kiya hoga ki upper lip ke bal apaki khubsurati me dag laga dete hai. ladkiyan aapani is anchahi moonch ko chhupane ke liye na janen kya-kya karati hain, kabhi threading ka sahara leti hain to kabhi garm-garm wax se moonch ko hatati hain. vahin kuchh, bleach ki madad se apne upper lip ko saf karati hain. Ladkiyon ki is taklif ko dhyan me rakhate huye ab to market me hair removal cream aur...

ब्यूटी टिप्स

kali kohni aur kale ghutane ke gharelu upay

Aksar log apni face ki raunak ko badhane ke liye na jane kya-kya karte hain lekin body ke kuch bhaag jaise ki hamari kohni aur ghutna najarandaaj ho jata hai. Bahut hi ganda lagta hai jab aapka chehra chamak raha ho aur kohni ke paas kala dhabba dikhayi de. Yeh aapki sundarta ko kam kar deta hai.  Kohni aur ghutna me jame kale dhabbe ko agar samay rehte nahi hataya gaya to yeh bahut ganda roop lete hain. dhabbo ki wajah se na to aap sleeveless koi kapda pehan paengi aur na hi ghutno tak...

योग मुद्रा

Yoga karne ke niyam

Apane svasthy aur achchhi sehat ke liye log yog karana pasand karate hain. kuchh apane ghar me hi yog ke liye sthan bana lete hain to kuchh yoga class jana shuru kar dete hain. yog karte vakt hame kai sari baton ka dhyan rakhna jaruri hota hai especially jab aap 10-12 logon ke bich yoga kar rahe ho. aiye aisi hi kuchh galtiyan apako batate hain jo dusaro ka dhyan bhatka sakati hai :- 1. Jyada khushbudar sent lagakar na jayen : Aap yoga karane ja rahe hain na ki kisi party me… isliye yoga...

सब्जियों के फायदे

Matar ke ayurvedic gharelu fayde

Protein, vitamin, fosforus tatha Iron tatv se bharapur matar bharat me sardiyon ke mausam me ugayi jane vali fasal hai. bhartiya kitchen me isaka vishesh sthan hai. matar se bani matar paneer aur soup bhartiyo ko bahut hi pasand hai. yah na keval apake bad cholesterol ko kam karta hai balki yah calcium ka bhi srot hai. jin logon ko blood sugar hai unhen niyamit rup se matar khana chahiye. Matar ke ayurvedic gharelu fayde Sharirik rup se nirbal stri-purushon ko ankurit matar ka sevan karna...

हेल्थ टिप्स हिन्दी

Peshab rokne ke nuksan

Kuch log apne saf-safai ke chakkar me akar apne health par bilkul dhyan nahin dete hain. kisi yatra ke dauran log common toilet ka istemal karne ke dar se apna peshab roke rahate hain, yahi nahin kabhi kisi bade ke samne bhi apana peshab rok kar rakhate hain ki unase kaise puchhu sharm si ati hai… agar aap bhi aisa karate hain to Alert ho jaiye kyonki aisa karana kisi badi bimari ko bulava dena hai. nahin samajhe aap, aiye ham apako batate hain kaise: Yah ham sabhi jante hain ki hamare...

सब्जियों के फायदे

Nimbu ke fayde jane en 10 bimariyon ke liye

Nimbu jise hum English me Lemon kehte hain Vitam C se bharpur hoti hai. Nimbu na sirf sehat ke liye achi hoti hai balki aapke skin ko bhi saaf karti hai. Nimbu ko rojana khane se aapka stomach bhi healthy rehta hai.  Aaea batate hain kya hain nimbu ki fayde aur kyu hai yeh laabhkari : 1. Motapa Ko Karta Durr : Nimbu motape ko durr karta hai. Garam pani me nimbu ka ras aur shehad ko mila kar subah-subah khali stomach me peene se aapka motapa kam ho jaega aur aapko ek acha figure dene me...

अस्थमा बीमारी और उपचार

Dama ke lakshan aur gharelu upay

Saans ke bina kya koi jinda reh sakta hai? Jawab nahi me hi hoga. Ji haan  jeene ke liye sabse important hoti saans (breath). Doctor bhi kisi ko death tab hi declare karta hai jab insaan ki saans ruk jati hain. yeh kehna galat nahi hoga ki hamari saans par hi hamari zindagi tiki hui hai. Hum apne naak (nose) ke jariye oxygen lete hain jo hamare fefdo (lungs) tak jati hai aur carbon dioxide ke rup me naak se bahar nikalti hai. Yeh ek natural process hai. Lekin jab iss natural process me hamari...