सब्जियों के फायदे

जानिए सेहत के लिये सब्जियों के फायदे – सब्जियों का महत्व ताकि आप रह सकें स्वस्थ और निरोगी, Sabjiyon ke fayde sehat ke liye hindi me health tips.

सब्जियों के फायदे

Lauki khane ke fayde

Kya aapko lauki nahi hai pasand to janab shuru kar dijiyea isko khana… kyonki lauki hai aapke liye bahut laabhkari. Janna chahenge kaise, aaea hum aapko batate hain :  1. Aapko Tajgi Dega : Lauki ek halki sabji maani jati hai jisko khane ke baad aapka stomach jada bhari nahi hota. Isko khane se aap hamesha taja feel karenge. Agar aap chahte hain ki har din aap tarotaja bane rahe to shuru kar dijiyea lauki ke rass me namak aur masala dalkar peena.  2. Aapka Vajan Kam Karega...

सब्जियों के फायदे

Bhindi khane ke 10 fayde

Aksar log bhindi jise hum angreji me lady finger bolte hain isliye nahi khana pasand nahi karte kyonki yeh daaton me jakar chipak jati hai. Yeh hari sabji bhindi apne aap me bahut faydemand hai aapke body ke liye.  Aaea batate hain kaise hai bhindi aapke liye laabhkari:  1. Cancer Ko Rakhta Durr : Agar aap apne khane ke plate me bhindi ko shamil  karenge to cancer jaisi badi bimari aapse koso durr rahegi. Ji haan, bhindi hamare stomach ke  intestines se zehareli cheezo ko...

सब्जियों के फायदे

Kulthi ki daal ke fayde

Protein, iron aur carbohydrates se bharpoor Kulthi ek tarah ki beans hai jisme paushtik tatvon ki bharmar hai. Isake istemal se chari ghatti hai aur vajan kam hota hai. Ismen maujood fiber apake blood pressure aur sugar ko control karne me sahayak hai. Yah na keval masik dharm ki samasyaon se nijat dilata hai balki samany bukhar aur sardi me bhi aram deta hai.  Kulthi teen pattiyon vala paudha hai jisaka upayog ayurvedic davayon me kiya jata hai. ise ham hindi me kulthi jabaki english me...

सब्जियों के फायदे

Shaljam ke fayde

विटामिन ‘ए’, ‘सी’ और ‘के’ से भरपूर शलजम एक क्रुसीफेरी परिवार की सब्जी है इसमें बंदगोभी, फूलगोभी, ब्रसेल्स और स्प्राउट्स भी आते हैं। इसकी जड़ गांठनुमा होती है जिसकी सब्जी बनती है।...

सब्जियों के फायदे

Matar ke ayurvedic gharelu fayde

Protein, vitamin, fosforus tatha Iron tatv se bharapur matar bharat me sardiyon ke mausam me ugayi jane vali fasal hai. bhartiya kitchen me isaka vishesh sthan hai. matar se bani matar paneer aur soup bhartiyo ko bahut hi pasand hai. yah na keval apake bad cholesterol ko kam karta hai balki yah calcium ka bhi srot hai. jin logon ko blood sugar hai unhen niyamit rup se matar khana chahiye. Matar ke ayurvedic gharelu fayde Sharirik rup se nirbal stri-purushon ko ankurit matar ka sevan karna...

सब्जियों के फायदे

Nimbu ke fayde jane en 10 bimariyon ke liye

Nimbu jise hum English me Lemon kehte hain Vitam C se bharpur hoti hai. Nimbu na sirf sehat ke liye achi hoti hai balki aapke skin ko bhi saaf karti hai. Nimbu ko rojana khane se aapka stomach bhi healthy rehta hai.  Aaea batate hain kya hain nimbu ki fayde aur kyu hai yeh laabhkari : 1. Motapa Ko Karta Durr : Nimbu motape ko durr karta hai. Garam pani me nimbu ka ras aur shehad ko mila kar subah-subah khali stomach me peene se aapka motapa kam ho jaega aur aapko ek acha figure dene me...

सब्जियों के फायदे

Shaljam ke fayde

Vitamin E, C aur K se bharapur shalgam ek cruciferous parivaar ki sabji hai isamen bandgobhi, phulgobhi, aur sprouts bhi aate hain. isaki jad ganthnuma hoti hai jisaki sabji banati hai. shalgam ko log uttari yurop ki sabji manate hain. yah ek paushtik sabji hai isamen vitamins ke alaava Mineral aur Antioxidants ke gun bhi hote hain. jin logon ko Asteoporosis, gathiya rog va motiyabind ki samasya hai unhen shalgam khaana chahiye. yah na keval immune system, ankhon ki roshani, haddi aur tvacha ke...

सब्जियों के फायदे

पालक के आयुर्वेदिक फायदे

पालक खाने की सलाह घर-परिवार से लेकर डॉक्टर तक हर कोई देता है। पालक अन्य हरी सब्जियों की अपेक्षा ज्यादा पौष्टिक और गुणकारी होता है। वैसे पालक हर किसी के लिए पसंदीदा सब्जी नहीं है। लेकिन इसके...

सब्जियों के फायदे

ककड़ी के फायदे

अधिकांश घरों में ककड़ी का सेवन सलाद के रूप में किया जाता है। ककड़ी बेल पर लगने वाला फल है जिसे गर्मियों में पैदा किया जाता है। ‘कुकुमिस मेलो वैराइटी यूटिलिसिमय’ के नाम से जाना जाने वाला ककड़ी...