फलों के गुण और फायदे

Kache aam ke fayde

Aam ka mousm dastak de chukka hai. Yah ek eisa fruit hai jo har varg ke logo ko aakarshit karta hai. Jis tarah pake hue aam ko log pasand karte hain usi tarah kachche aam ke bhi log divane hain. Isase na keval svadisht achar banate hain balki isase chatni bhi banai jati hai. Aaiye jante hain ki rog me kachche aam se our kya laabh hai. Yadi aap rakt sambandhit samasya se jhujh rahe hain to aap kachche aam ka prayog kar sakate hain. Kachcha aam na keval apake bhojan ke svad ko badhata hai balki...

योग मुद्रा

Garmi se kaise bache – yog tips

Kaise aap tapti garmi me bhi reh sakte hai bilkul cool cool! Kyon soch me padd gaye na? Log garmi se bachne ke liye kya kya nahi karte hai… koi sirf thanda paani peeta to koi subah shaam nahata. Lekin kya aap jante hai ki sirf yog se aap khud ko garmi me bhi rakh sakti hai cool.  Yeh to aap jante honge ki yog karne se aapki body hamesha fit rehti hai aur mann bhi shaant rehta hai. Yog se aap garmi ko bhi apne aap se koso durr rakh sakte hai.  Aaea batate hai kaise aap kuch...

हेल्थ टिप्स हिन्दी

Garmi Me Pet Kharab hone ka gharelu ilaj

Garmi ek aisa mausam hai jab log chah kar bhi jada khana pasand nahi karte hai. Aise mausam me pate kharab hone ki sambhavna bhi sabse jada hoti hai. Pate kharab hone se aapke body ka sara paani dheere dheere khatam hone lagta hai. Yehi nahi isse body ka electrolyte balance kharab ho jata hai jisse aapki tabiyat kharab ho sakti hai.  Aaea hum batate hai kuch gharelu nuskhe jisko apnane se aapke body me kabhi paani ki kami mehsus nahi hogi:   •Namak Chini Ka Ghol Piye: Aapko yaad...

फलों के गुण और फायदे

Kharbuja khane ke fayde

Garmi ka mausam aa gaya hai aur aise me swadisht kharbooja bhi market me milna shuru ho gaya hai. Kharbooja me paani ke alawa bahut se poshak tatvo ka bhi khajana hai, jo aapke health aur skin ke liye bhi faydemand sabit hoga.  Aaea batate hain kaise kharbooja hai aapke liye labhdayak – Kharbuja khane ke fayde  : Kharbooja hamare body me pani ki matra ko sahi karta hai. Isme maujud vitamins aur minerals aapko healthy aur strong banati hai. Yeh aapke skin ko sundar bhi banana me...

महिला स्वास्थ्य

Belly fat kam karne ke upay

Kya aapka pate jada badha hua hai? Kya aap apne pasand ke fitted kapde nahi pehan pa rahe hai? Agar aapki bhi aisi samasya hai to hamara yeh article jarur padhe.  Kisi bhi insaan ka look uske belly par bhi depend karta hai. Chahe wo ladka ho ya ladki… belly agar thodi bhi badhi hui ho to personality fiki pad jati hai. Har koi khud ko slim aur trim hi dekhna pasand karta hai.  Aaea batate hai Belly fat kam karne ke upay : Agar aapki aadat hai subah subah heavy breakfast karne...

फलों के गुण और फायदे

Aam khane ke fayde

Yeh sab hi jante hai ki aam falo ka raja hai. Shayad hi koi hoga jisko aam khana pasand nahi hoga. Aam apne aap me rass se bhara ek paryapt fal hai. Iski tulna kisi aur fal se karna bewakufi hi hogi. Aam har tarah se aapke body ko energy deta hai.  Aaea batate hai Aam khane ke fayde in hindi : • Cancer se bachata : Kya aap jante hai ki aam khane se cancer jaisi badi aur gambhir bimari aapse durr rehti hai. Aam me polyfenals paya jata hai jo alag-alag tarah ke cancer hone se bachata...

डाइट प्लान

अंंडे को गर्मी में भी खा सकते हैं

यूं तो हर कोई ठंड के समय अंडा खाना हर कोई पसंद करता है, लेकिन गर्मी आते ही लोग इससे दूरी बना लेना ही अपनी भलाई सोचते हैं। आपको बता दें कि अंडे की तासीर गर्म होती है, जिसकी वजह से लोग गर्मी में इसे...

ब्यूटी टिप्स

Jawan rehne ke upay

Budhape se har koi darta hai. Koi bhi jaldi iss old phase ko swikar nahi karna chahta hai. Har koi yehi chahta hai ki wo hamesha young aur khoobsurat hi deekhe. Lekin kuch log khud hi budhape ko bulawa de daalte hai apni bass kuch buri aadaton ke karan. Ab aapke mann me yeh sawaal jarur aa raha hoga ki aakhir kaun si hai wo buri aadatein jo kar dengi aapko jaldi budha ?  Aaea hum batate hai aapko unn buri aadaton ke baare me jinko tyag kar aap reh sakte hain Jawan, aaeae jante hai Jawan...

हेल्थ टिप्स हिन्दी

Fitkari ka upyog

Fitkari ka naam to aapne suna hi hoga lekin aaj aap chawk jaenge jab aap janenge ki fitkari hamare body ke liye kitni jaruri hai. Aaea batate hain kaise fitkari hai aapke liye upyogi aur kya kya ho sakte hain Fitkari ka upyog : • Fitkari ke jariye aap gandagi ko aasani se saaf kar sakte hain. Fitkari se peene ka paani bhi saaf hota hai taki paani me maujud kitanu sab khatam ho jaye. Yehi nahi aapke skin ki safayi me bhi bahut madadgar sabit ho sakti hai fitkari. • Blood ka flow ko kam karne...

बीमारी और उपचार

Peshab me jalan ka gharelu ilaj

Garmi ka weather sabse jada dardnak hota hai. Thand me insaan jitna chahe utna khud ko cover kar sakta hai lekin garmi me wo chah kar bhi khud ke kapde utar nahi sakta hai. Tej garmi me bahar ghumne par ya without joote-chappal ke paidal chalne se ya jada garm cheezo ko kha lene se aapke body ka temperature badh jata hai jiska seedha asar aapke toilet par hota hai. Aapka peshab (toilet) bahut jalan aur ruk-ruk kar hoga. Kya aapko bhi kabhi aisi dikkat hui hai? Agar aapka jawab haa hai to aage...